Kids Double-Sided Magnetic Drawing Board & Easel with Bunny Ears | Whiteboard & Blackboard Learning Toy for Toddlers
🎁 PRODUCT DESCRIPTION
Apne bachon ki creativity aur learning skills ko barhane ke liye yeh multi-functional Double-Sided Drawing Easel sabse behtareen gift hai. Is product ki main features yeh hain:
-
Double-Sided Board: Ek side par white board hai jahan magnetic letters aur markers use ho sakte hain, aur doosri side black board (chalkboard) hai drawing aur practice ke liye.
-
Cute Bunny Design: Upar cute bunny ears ka design diya gaya hai jo bachon ko bohat pasand aata hai aur unka room ya study area attractive lagta hai.
-
Learning & Fun: Yeh toy bachon ki spelling practice, drawing, aur handwriting ko improve karne ke liye ideal hai.
-
Durable & Safe: High-quality, child-safe plastic material se bana hai jo long-lasting aur lightweight hai.
-
Easy Storage Tray: Neeche ek tray di gayi hai jisme chalks, markers, aur magnetic letters easily rakhe ja sakte hain.